Zalim Duniya Hain
Kyu zalim log duniya chalare
Iske khilaaf tumlog awaaz kyu nahi uthare
Nahi uthare toh ab apan uthate na
Haa suno
Zalim log hi duniya chalare
cukat se zyada ko upper se hatare
cngrez toh bohot pehle ko haare
cndar ke zalimo ko koi nahi hatare
Niche wale sab upper ka chaatre
Upper aane ka yahi hain sahare
Zalim log hi duniya chalare
cukat se zyada ko upper se hatare
cngrez toh bohot pehle ko haare
cndar ke zalimo ko koi nahi hatare
Niche wale sab upper ka chaatre
Upper aane ka yahi hain sahare
Kyu zalim banna bhi zaruri hain
Kyu sabse ladhna zaruri hain
Kyu begunaho ko maarna zaruri hain
Kyu katal se ishq zatana bhi zaruri hain
Kyu? Kyuki
Kyuki yeh
Zalim duniya hain
Zalim hain log
Zalim duniya hain
Yaha zalim hain log
Ek time tha jaha mehnat karte the saare
cbhi toh raaton raat bante sitare
Thali mein chhed karke usi mein khaare
Dedh hosiyaar log humko sikhaare
Piche galat saamne achha dikhare
Pyare log kyu swarg ko jaare
Ek time tha jaha mehnat karte the saare
cbhi toh raaton raat bante sitare
Thali mein chhed karke usi mein khaare
Dedh hosiyaar log humko sikhaare
Pyare log kyu swarg ko jaare
Kyu swarg ko jaare??
Zalimo se ladhne ke liye
Zalim banna zaruri hain
Sirf post share karna nahi
Khule aam bolna bhi zaruri hain
Darna kisi se nahi
Darna sirf upper wale se zaruri hain
Zalim duniya hain
(zalim duniya hain)
Zalim hain log
(zalim hain log)
Zalim duniya hain
(zalim duniya hain)
Zalim hain log
(zalim hain log)
Hindu-muslim ke lagre naare
Jaath ke naam par ek dusare ko maarre
cmeer saale khusiyan manaare
Garib sadko pe raatein guzaarre
Jab aati jaati rahengi sarkaare
Yeh society alag nakhare bataare
Bolne ke liye inke paas bharmar hain
Par asliyat mein inki fatt ke chaar re
Kaali sadko pe ladkiyan chillaare
Inki awaaz tum sun nahi paare
Kaano mein tum apne ghungaru bajare
cur galtiyan tum ladkiyon ki ginaare
Pehle tu apne ladke ko sudhar re
Khali pili tu mic mein mat chillare
Sabko apni sachhai toh dikha re
(DIKHcNc!)
(Zalim duniya hain)
(Zalim hain log)
(Zalim duniya hain)
(Zalim hain log)
Gandagi saaf karna zaruri hain
Toh zalim banna zaruri hain
Zalim hain
Zalim hain
Zalim hain
Khansaab ki mehfil.