TUM
Yash Narvekar
Tumse kya kahoon
Tum mere kya ho
Ho dua koi
Koi bala ho
Tumse kya kahoon
Tum mere kya ho
Choota ta nahi
Tum woh nasha ho
Bheeni si raaton mein
Chamke ek tara jo
Phochaye manzil pe
Gum sa kinara jo
Dhundlee si raahon ka
Pehla nazara wo
Tum se kya kahoon
Tum mere kya ho
Choota ta nahi
Tum woh nasha ho
Tum na toh hum bhi na ho
Tum jaise aasman ho
Aur main zameen hoon
Tum jahan main wahin hoon
Badle ye mausam dil ke
Jaun jo tumse milke
Phir bhi lage kyun jaise
Ab bhi wahin hu
Has ke un baalon ko
Tera sehlana vo
Kehna kuch
Karna kuch
Phir bhool jaana vo
Khud hi satana aur
Phir rooth jaana vo
Tum se kya kahoon
Tum mere kya ho
Aaye na kahin
Tum woh maza ho