Kaala Bazaar

Karma, Deep Kalsi

Jhoote ye gaane banaare
Saare ke saare gaddar
Hain
Gaano ka kaala bajaar hai
Tabhi hum bane vyapaari
Tabhi ye bana vyaapaar hai

Tabhi ye ghanta kamaare
Tabhi hum andhaa kamaare
Kuki Kandho pe daaromadaar hai
Soch se ye bande bimaare hai
Sabhi bas kehne ke star hain
Haters ki lambi qataar hai
Fools ki photo pe fool ka haar hai
Gaano se dhool chataare
Gaano m bante khoonkhaar hain
Asli m chada bukhaar hain
Jhadge mein bande bulaare
jhadge mein kada utaare
Hum Sir pe de maare
par inse ladna bekaar hai
Ye bande gaware or bande gawaar hain
Ye bin padhe likhre or gaare

Jhoote ye gaane banaare
Saare ke saare gaddar
Hain
Gaano ka kaala bajaar hai
Tabhi hum bane vyapaari
Tabhi ye bana vyaapaar hai

Mere apne mujhse roothe jalne lage pata chala ke apne nahi the vo mere
Mein Use karke sabko aage badhu ese wale bhi sapne the vo mere

Par saath nahi the vo mere jab raaton ki job mein shaamil mein
Dosti ki thi mujhse kyuki pata tha niklunga kaabil mein
Bole ke tune bada kiya
Khud bhi bada ho
Fir badi badi waali baatein karenge
Tu meri do sunna mein teri sununga
Jo kabhi na poore vo waade karenge
Tu facts pe baat kar
Warna aage badh
Tu bole ke mujhko bada kiya
Doosra pakad, or ab usko bada kar chal aage badh

Bande reh gaye kam aake chokron ne jagah li
Ye baatein karte esi jese game poori sambhaali
Par gaano se lagta ke gaadi jese tese chala li
Rappers aadhe reh gaye aake jokeron ne jagah li

Jhoote ye gaane banaare
Saare ke saare gaddar
Hain
Gaano ka kaala bajaar hai
Tabhi hum bane vyapaari
Tabhi ye bana vyaapaar hai

Deep kalsi ke sangeet pe

KARMA

Dehradun ka mera khoon

Curiosità sulla canzone Kaala Bazaar di Karma

Quando è stata rilasciata la canzone “Kaala Bazaar” di Karma?
La canzone Kaala Bazaar è stata rilasciata nel 2021, nell’album “Made You Proud”.
Chi ha composto la canzone “Kaala Bazaar” di di Karma?
La canzone “Kaala Bazaar” di di Karma è stata composta da Karma, Deep Kalsi.

Canzoni più popolari di Karma

Altri artisti di Progressive rock