Dil Ki Sada

AMIT YADAV

Beeti in baaton mein
Kho ke aasun kya
Apne ab jo aage hein
raaste hazaar

Hum hein yahan
Hum hein jawan
Khoye dilo ka faasla
Ab hai yakeen
Jana wahin
Jaha chale dil ke sada

Khyal in raaton ke
Ab jaane bhi do yaar
Humari fitrat mein
Bus chalna hai likha

Hum hein yahan
Hum hein jawan
Khoye dilo ka faasla
Ab hai yakeen
Jana wahin
Jaha chale dil ke sada

Canzoni più popolari di सिफर

Altri artisti di Alternative rock