Khaali Hath

T Kay

Mai khaali hath aaya tha
Mai khaali hath na jaunga
Dunia me apni mai ek
Chhap Chod Jaungaa

Jeb meri khaali par hunar se mai bhra Hai
Mushkilo me seena taanke mai khara Hai
Kadd hai chota par dil mera bada Kamyaabi ko paane k lie basss mai Narha hai

Zindagi hai kathin byan
krukya apne raaz
Raat raat ko jaagu likhu dard bhre alfaaz
Kru kaam aisa ki maa ko ho mujme naaz
Kuti h dunia kute logo ka kia Sarwanash

Duniya ke chakravyuh me hua mai Gumshuda
Bechaini ka rog nhi
Iski koi hai Dawaa
Sath nhi koi bas
Hai mera ik khudaa
Ae zindagi bas
Muje mat tu aur rulaa

Jataaya nahi maine kbhi zindagi ka Dard
Sachai hai btana ajj Mera maksad
Sbko de Rab Panah k lie chatt
Zindagi hai chao toh Rap Hai Dhrakhat

Mai khaali hath aaya tha
Mai khaali hath na jaunga
Dunia me apni mai
Ek chhaap Chod Jaungaa

Ghabrata nahi mai haklaata nahi
Maa se zada koi chahta nahii
Sach mai bolu jooth failata nahi
Kisi ke sath mera ab Naata nahiii

Upar wale ko bas
Ek beju mai Paigaam
Ugte sooooraj ko log bas krte h salaam
Karma h sacha jootha hai bas haraam
Bagal me churiiiii aur muhme krte ram ram

Mujme guroor nhi
Hai bas junoon
Sehayihai zadaa kam rago me mere Khoon
Rap se dikhaya sadne
Walo ko afsoon
Meditation
Jaise Rap mere lie sukoon

WaQt hai laazmi Na karta mai zaaya
Jo bhi hu aj Apni Mehnat Ka hai paaya
Rishte nahi logo k lie Moh maaya
Rap Ke Liye Maine ab Sab kuch gawaya

Mai khaali hath aaya tha
Mai khaali hath na jaunga
Dunia me apni mai ek
Ek Chhaap Chod Jaungaa

Canzoni più popolari di Tkay

Altri artisti di Alternative hip hop