Rabbi

Muddassar Aziz

tera nishaan har shay mein mila hain
har pal tera zamzam se dhula hain
zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi
zaahiriin fazale rabbi
zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi
zaahiriin fazale rabbi

tu hai ishq har ghadi - 2
woh jiya sau janam jisne jee ek khushi
zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi
zaahiriin fazale rabbi
zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi
zaahiriin fazale rabbi

unss ki ek lau aandhiyon mein jali
kya hai yeh falsafa kya hai jaadugari
ishq jo thaan le phir kahaan hadh koi
ruhh mein tu ghuli - 2
banke ek caravan dhadkanon mein chali
zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi
zaahiriin fazale rabbi
zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi
zaahiriin fazale rabbi

umra bhar ki lagan ka hai haasil koi
aashiqui woh hui jo adhuri rahi
ek tere saamne kya bisaad hai meri
ab rahe na rahe - 2
tujhko yun jee liya jee sake na koi
zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi
zaahiriin fazale rabbi
zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi
zaahiriin fazale rabbi

tera nishaan har shay mein mila hain
har pal tera zamzam se dhula hain
zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi
zaahiriin fazale rabbi
zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi
zaahiriin fazale rabbi

Curiosità sulla canzone Rabbi di Sunidhi Chauhan

Chi ha composto la canzone “Rabbi” di di Sunidhi Chauhan?
La canzone “Rabbi” di di Sunidhi Chauhan è stata composta da Muddassar Aziz.

Canzoni più popolari di Sunidhi Chauhan

Altri artisti di Indie rock