Ittefaq
Ittefaq tha kya tera mera milna
Jo ab alag huye toh fir kabhi milenge kya ?
Mujhe aaj bhi hai yaad tera chehra
Is janam k bichde us janam m milte h kya ?
Grind grind jb tk badlte nahii din
Im smoking up and im fading up with drinks
Na jaane fir kabhi milenge kya ye raaste ?
Mai gir raha hu raaston mai fir sambhalo mujhe
Ittefaq tha ya humpe azab tha
Haan firse baat kro pucho firse haal mera
Manzil ab maut h ye paani ka kaam behna
Mai kitna rok pau khudko koi khabar to ho na?
Tum mera saath doge mjhe yakeen tha
Chahe fir jhooth ho vo Kitna haseen tha
Bs usse iltijaa rahi aur zakham na bhare
I got no words left par suno kahani meri
Nafrat bhi kyu krein hum Jb vaasta nahi h
Hai Lagi aadatein galat teri afsane kayi h
Zinda insaan ki keemat se Mehnge
Phones hain
We all just breathing in pain
Its only dark and it rains
Jo baatein krte badi baith k Kinaaro pe
Tera hausla samandar se bada h kya ?
Naav kheench laya lehron k beech se
Vo kehte maksad ye tujhse bhi bada h kya ?
Ittefaq tha kya tera mera milna
Jo ab alag huye toh fir kabhi milenge kya ?
Mujhe aaj bhi hai yaad tera chehra
Is janam k bichde us janam m milte h kya ?
Grind grind jb tk badlte nahii din
Im smoking up and im fading up with drinks
Na jaane fir kabhi milenge kya ye raaste ?
Mai gir raha hu raaston mai fir sambhalo mujhe
cb kuch haadse majboor karte likhne ko
Hai us raat ki ye baat dil the bikhre do
Haan vo maamuli the zakham karta
Marham kaun
Bade faasle zameen se par tum
Dil mai ho
Haan vo gham jo ban k barse mujhpe geet bangye
Haan jo yaadein khaari thi mujhe sangeet bangye
Hum jo gir k sambhle khudse to naseeb bangye
cb jaagu saari raat ye gaane tere rakeeb bangye
Kabhi fursat se aana
Fir milne
Just lemme know
How it feels
cre we still left with
Some talking stage
Cz im not walking
Straight