Hamko Maaloom Hain

mohabbaton mein marnewale bhi ajeeb hai
ajim hai hamari dastaan jaan-e-man
faaslon pe rehte hai lekin kareeb hai

hamko maalom hain ishq masoom hain
dil se ho jaati hain galtiyaan
sabr se ishq mehroom hain

hamko maalom hain ishq masoom hain
dil se ho jaati hain galtiyaan
sabr se ishq mehroom hain

hamko maalom hain ishq masoom hain
dil se ho jaati hain galtiyaan
sabr se ishq mehroom hain

huaan jo zamane ka dastoor hain
woh maane nahi ?? naaraaz tha
meri barbaadiyon ka woh aaghaaz tha
ishq ka ek hi ek andaaz tha
woh na raazi hue ham bhi baaghi hue
bekaraar ham faraar ho gaye

hamko maalom hain ishq masoom hain
dil se ho jaati hain galtiyaan
sabr se ishq mehroom hain

main pareshan hoon ek majboori par
hoga gam jaankar saath hoon main magar
mujhko rehna padega zara doori par
sirf do hi mahine hai seh lo agar
mera future hai teri kasam
mera future hai jismein piya

hamko maalom hain ishq masoom hain
dil se ho jaati hain galtiyaan
sabr se ishq mehroom hain

waqt se haara aur lauta jo main
lautkar apane ghar jaa chuki thi piya
phone karta raha phone bhi na liya
maine khat bhi likhe saal bhar likhe
meri aawaz pahunchi nahi
kho gayi meri piya kahi
mujhko umeed thi ek din toh kabhi
woh bhi aawaaz degi mujhe

hamko maalom hain ishq masoom hain
dil se ho jaati hain galtiyaan
sabr se ishq mehroom hain

Canzoni più popolari di Sadhana Sargam

Altri artisti di World music