Barsaate
Barsaate sookhi lagti,
Palke ho geele chalki,
Dhundhu yaado me khushiyaan,
Yaado ne kyu chuppi kasli
Kaise kahu kia thne tanha,
Bhare na aansu khaali lamha,
Mai tujhe samjhaana chahu,
Tune kyu Galat mujhko samjha,
Tu hi bata kaise inhe roku,
Ye dil bekabu ho gaya,
Maine tujhe karna chaha basme,
Tera mujhpe hi jaadu ho gaya,
Pata ni tujhme kya khoobi dikhti,
Nayi nayi liney maaru teri tareef mein,
Tu maar de jaanse kya mazaal dunga cheekh mai,
capke saath me jaana chahta hu neend main,
cap hi aapse hume aapki ummeed hai,
Ye dhak dhak dil aapke aate karreb mein,
To hasrat fir haarke ya to tu jeet mein
Ye matlab dil na nikaalta ye feel mein,
Tan ke saamne tere khada to dede dheel bae
Mai seekh ke aaya lu kaise aapko bhi kheench mei,
Tu thanda paani to sardi me jau cheenk mai,
Tu baadal ghana bas chahta jau bheeg me,
Shabaab tu kabaab baana khau laga seek mai,
Tu jaanleva jaise mujhe aaya heart attack,
Tujhe mana ke baat karau ghar pe tayy,
cur pagle tu kyu hori nervous hai,
Mai hu teer tu bhi to meri tarkash hai,
Barsaate sookhi lagti
Palke ho geele chalki
Dhundhu yaado me khushiyaan
Yaado ne kyu chuppi kasli
Kaise kahu kia tune tanha
Bhare na aansu khaali lamha
Mai tujhe samjhaana chahu
Tune kyu Galat mujhko samjha
Tu hi bata kaise inhe roku
Ye dil bekabu ho gaya
Maine tujhe karna chaha basme
Tera mujhpe hi jaadu ho gaya
Toota mai toda tune mera dil
Milte tukde nahi hai
Khela banake khilona ye dil
Batane ko dukhde kae hai
Tere lie bana ghinona mai fir
Tu bhi to sukh se ni hai
Chaah ke bhi rehta ni hu mai khush
Pehle wale rutbe nahi hai
Gumsum chupchaap
Tanhai ka kaisa ye rukh aaj
Palko ke sath nam Rukhsaar
Hua Khuddar tera Gulzar
Khade hone sawaal ye firse
Chahunga tere jawaab mai uspaar
Naatak ye paisa vasool tha
Tune Kya khoob nibhaya hai Kirdaar
cye
Puchunga nahi dobara mai chain ki aati kya neend
Lia tha chain bhi mera hi cheen
Choti si baat ka banati scene
Choda saath adhe raste pe bata ku karu yakeen
Pairo ke neeche se gayi zameen
Gairo ki taraha tera zameer
Waise mai rooth ta ni tha
Mai rooth ta bhi gar tootna hi tha
Mere saath khush ni kehti
Khush hota gar Puchta hi na
Waise ni khush tha saath me
Jabran khushi doondhta hi tha
cur shayad na hoti ye dikkat
cur aaj akele toot ta hi na
Dhundhu rojana bahane
Mai Kaash ki dikhe jhalak
Puchu mai apne aapse
Kaisi ri mujhe tadap
Kehta bewakoof
Usiki tujhe talab
Mai soom me baithke
cansu bahata hu bade gazab
Barsaate sookhi lagti
Palke ho geele chalki
Dhundhu yaado me khushiyaan
Yaado ne kyu chuppi kasli
Kaise kahu kia tune tanha
Bhare na aansu khaali lamha
Mai tujhe samjhaana chahu
Tune kyu Galat mujhko samjha
Tu hi bata kaise inhe roku
Ye dil bekabu ho gaya
Maine tujhe karna chaha basme
Tera mujhpe hi jaadu ho gaya