Majbooriya

Outfly, Nihar Hodawadekar

Karu taro ki mai seher
Dekhe kafi chehre
Tere jaisa na koi yaha
Lage pani bhi ab zeher
Tu sath mere theher
Aur samajh meri majbooriya

Jane jana tujhe hai khadar meri na
Tere liye chodi koi kasar maine na
Adat hai kitabe padhneki tujhe par
Mai wo kitab jo tu samajh payi padh ke bhi na
Tera pyaar bhi qabool hai
Or nafrat bhi qabool hai
Tune dil ko mere yu chu liya
Karu sapne har poore
Bas sath mere tu reh
Aur mita de ye sari dooriya

Karu taro ki mai seher
Dekhe kafi chehre
Tere jaisa na koi yaha
Lage pani bhi ab zeher
Tu sath mere theher
Aur samajh meri majbooriya

Mai chahta hu sath tera bas
Tu samjhegi art mera kab
Mai jeetunga poori ye duniya
Bas hathome hath tera rakh
Jaanle tu mujhe mai nahi hu utna papi
Kyu sapnome ake tu hakikat mein satati
Mana mai waqt deta nahi tujhe
Chahta mai par dikhta nahi tujhe
Kon kehta kalakaar banna
Asaaan hai

Karu taro ki mai seher
Dekhe kafi chehre
Tere jaisa na koi yaha
Lage pani bhi ab zeher
Tu sath mere theher
Aur samajh meri majbooriya
Meri majbooriya
Meri majbooriya
Meri majbooriya
Meri majbooriya

Curiosità sulla canzone Majbooriya di Nazz

Chi ha composto la canzone “Majbooriya” di di Nazz?
La canzone “Majbooriya” di di Nazz è stata composta da Outfly, Nihar Hodawadekar.

Canzoni più popolari di Nazz

Altri artisti di Psychedelic rock