Mein Nigahen Tere
mein nigahe tere chehre se hataau kaise
mein nigahe tere chehre se hataau kaise
lut gaye hosh to phir hosh mein aau kaise
mein nigahe tere chehre se hataau kaise
mein nigahe
chharahi thi teri mehki hui zulfon ki ghata
teri aankho ne
teri aankho ne pilaadi to mein pita hi gaya
tauba tauba... tauba tauba... tauba tauba...
woh nasha hai ke batau kaise
mein nigahe
shokh nazare ye sharaarat se na paas aayegi
kabhi ruthegi
kabhi ruthegi kabhi milke palat jayengi
tuj se nibh jayegi... nibh jayegi...
tuj se nibh jayegi mein inse nibhau kaise
mein nigahe tere chehre se hataau kaise
lut gaye hosh to phir hosh mein aau kaise
mein nigahe tere chehre se hataau kaise
mein nigahe