Tumhe Bhi Pyar Hai

Krsna Solo, Meet Vyas

Tumhe bhi pyar hai
Kabhi toh keh bhi do
Tumhe bhi pyar hai
Kabhi toh keh bhi do

Khamosh rehke tum hamara
Imtehaan na lo
Khamosh rehke tum hamara
Imtehaan na lo
Ke Sabr ki dor toot rahi hai
Chup nahi raho
Tumhe bhi pyar hai
Kabhi toh keh bhi do

Gar labon se na kahi jaye
Panno par likh do
Ya Aankhon mein jhankkar
Yun hi muskura do
Yun hi muskura do

Gar labon se na kahi jaye
Panno par likh do
Ya Aankhon mein jhankkar
Yun hi muskura do

Samajh jayenge hum ishare
Koshish toh karo
Tumhe bhi pyar hai
Kabhi toh keh bhi do

Kitne qadam hum saath chale
Sharmana kyun fir
Rishta kya hai hamara
Keh bhi do aakhir

Kitne qadam hum saath chale
Sharmana kyun fir
Rishta kya hai hamara
Keh bhi do aakhir
Kahin is kashmakash mein na
Dil hi bekhwab ho

Tumhe bhi pyar hai
Kabhi toh keh bhi do
Khamosh rehke tum hamara
Imtehaan na lo
Khamosh rehke tum hamara
Imtehaan na lo
Ke Sabr ki dor toot rahi hai
Chup nahi raho
Tumhe bhi pyar hai
Kabhi toh keh bhi do

Curiosità sulla canzone Tumhe Bhi Pyar Hai di Krsna Solo

Chi ha composto la canzone “Tumhe Bhi Pyar Hai” di di Krsna Solo?
La canzone “Tumhe Bhi Pyar Hai” di di Krsna Solo è stata composta da Krsna Solo, Meet Vyas.

Canzoni più popolari di Krsna Solo

Altri artisti di Film score