Deewana Kar Raha Hai
O, owo, o
Teri bahon mein mili
Aisi rahat si mujhe
Ho gayi jaane jahan
Teri aadat si mujhe
Dekho mein jab tujh ko do
Tab mera din ye dhale
Deewana kar raha hai (Deewana)
Tera roop sunehra
Musalsal kal raha hai (Musalsal)
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaaye toh jaaye kahan
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal kal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaaye toh jaaye kahan
oo, ye
Bata ab jaaye toh jaaye kahan
Dard ka aalam hai hardam
Tere bin o mere hum dum
Aankhon mein dikhti hai mayushiyan
Jahan bhi jau tere bin
Badi muskhil se guzhre din
Chubhti hai dil ko teri khamoshiyan
Raaz gehra jo hai tera
Darr hai kaisa tu hai mera
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaaye toh jaaye kahan
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaaye toh jaaye kahan
Dhul gaye milke saare ghum
Khushi se aankhein hai ye num
Zindagi me tu meri
Jabse aa gaya
Dil ka armaan bana hai tu
Meri pehchaan bana hai tu
Saanson me ruh banke
Tu sama gaya
Jaan bhi teri dil bhi tera
Tujhse hai mera savera
O, owo, o
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaaye toh jaaye kahan
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaaye toh jaaye kahan
O, owo, yeh
Bata ab jaaye toh jaaye kahan