Waasta (feat. Ali Sethi)

FARIS SHAFI

Dheere se jalay
Dhal ke na dhalay
Kaisi yeh tanhai
Dil mein samaayi hai
Koi sazaa hai yeh
Dil ki davaa hai yeh
Tere deewane ki
Kaisi karavai hai
Tere rog mein
Meethay sog mein
Khaaye jo zakham
Jaari hein jaari hein ab bhi
Tu jo thhaam le
Dil ka kaam le
Ho jaaoon fidaa
Mein wari wari wari aan

Aare aare aa de aasra
Aankhon mein hai nami
Haan re haan re dil mein hai khalaa
Khwaabon se na bhari
Na re na re na de woh waasta
Yaadon se hu bari
Aare aa sunn ja yeh daastaan

Dekho tum aa ke ab saray yahaan pe
Faris ka ye andaaz e bayaan
Jab tak aap karein tashri, iss nazm ki
Faris hai yahaan se rawaan
Paint a picture so perfect
I'm like Sadequain on the beat
Strikes be Surgical
On the streets of Lahore
Murdering all the weak on weekends
I admit my defeat, Bus theek hai
Now I'm Down on my knees and bleeding
Gaoon Gaoon main jo bachay hain bhookay
Roundabout pe wo mangtay hain bheekain
SoundCloud pe main ganay charhaoon
I'm down to be the clown on weekends
Un ko chore dein aap mujh pe hass lein
Ayen duba lein mujhay paoon ke neeche
Chaoon Chaoon ye karte bache
Aur in ki cheekhain you devour
Ao sab ko bechain inhain
Khabre keh k in ke lounge main neechay
Tashadudd ki to hadd hee nahi hai
Thats the real Shit
Mazhab ko bhi yeh ganda karainge
Yeh kya tameez hai?
Muzaffar ke bhi nafay main
Kab se pistol lagi hai
Ghazanfar ke bhi bistar ke neechay
AK pari hai
Ghazanfar ki tou age hee nahi hai
Baligh nahi iss Qabil nahi
Par har taraf us ke
Ghar walon ki lashain pareen
Wo Qatil nahi par kya kare?
Maar de ya sab ko yeh maaf kare?
Gaarh de ya sab ko bardaasht kare?
Sab se yeh dastbardaar huey
Aur phir badle ka plan ijaad kare
Parking lot main intezaar kare
Sarr main yeh aap ke suraakh kare
Aur phir yeh darr k wahaan se faraar huey
Iftikhaar mujhay
Do panadol la de
Synagogue main hum yeh blast karein ge
Cinema ja k hartaal kareinge
I sit at home while I'm masturbating
Do muthain maar k main
So foot k faslay pe
Chaur hotay do budhay
Babon se larh parha
Kehtay hain
Kyun likha tu ne yeh muskura?
Maine kaha aap sub munafiq hain
Bhund mara, sun zara
Mera nukta e nazar
Sun ke aap sab ki thuk jaye aqal
Sab munafqat ki chup jaye shaqal
Har mukhalfat ki ruk jaye dakhal
Main hoon Faris and I'm like no other
Act retarded and I'm not your brother
Yeh to zahir hai k sab karein nakal
Yeh dua hai chup jain meray zakham
Yeh do ain hain le lo mera badan
Yeh jo bhai hain inhain kar do alag
Yeh to mycin se parh gaya faraq
Just dont mind me aap sab baray
Chawwal hain
Raat ko dhai teen bajay aye bootlegger
I politely decline your offer
I'm surprised you don't know any better
I'm surprised I didn't know any better man

Aare aare aa de aasra
Aankhon mein hai nami
Haan re haan re dil mein hai khalaa
Khwaabon se na bhari
Na re na re na de woh waasta
Yaadon se hu bari
Aare aa sunn ja yeh daastaan

Kya yeh sab huqmaraan astin k saamp hain
Main marr raha hoon Fazal Din k samne
Dard ki dawa de dard ladawa hai
Ajeeb nizam hai sangeen mahaul hai
Inhey, ja k bol de
Na mujhay shauq e kamaal hai
Na mujhay khauf e zawaal hai
Bus mujhay khauf e khuda hai ya Rab
Tell me whats up with all this blood
Can't we all just be happy and stuff
O kendi call kar ke tell me you love me back
And I'm afraid that's a wrap

Tu hai woh chaah jo dil mein hai aa bassi rahi
Tere siwa nahin koi yahaan
Tu hee hai woh tu hee hai woh raazdaan

Aare aare aa de aasra
Aankhon mein hai nami
Haan re haan re dil mein hai khalaa
Khwaabon se na bhari
Na re na re na de woh waasta
Yaadon se hu bari
Aare aa sunn ja yeh daastaan

Curiosità sulla canzone Waasta (feat. Ali Sethi) di Faris Shafi

Quando è stata rilasciata la canzone “Waasta (feat. Ali Sethi)” di Faris Shafi?
La canzone Waasta (feat. Ali Sethi) è stata rilasciata nel 2018, nell’album “Waasta”.
Chi ha composto la canzone “Waasta (feat. Ali Sethi)” di di Faris Shafi?
La canzone “Waasta (feat. Ali Sethi)” di di Faris Shafi è stata composta da FARIS SHAFI.

Canzoni più popolari di Faris Shafi

Altri artisti di Asiatic music