Shaam Ke Saaye
dil mein aise theher gaye hain gham
dil mein aise theher gaye hain gham
jaise jangal mein shaam ke saaye
jaise jangal mein shaam ke saaye
aansoon jo rukne lage
aankhon mein chubhne lage hain
naya dard do koyi to ro lein
dil mein aise theher gaye hain gham
jaise jangal mein sham ke saaye
jaise jangal mein sham ke saaye
ajnabi, ajnabi sa lagta hai
koi aansu chala aaye toh
ajnabi, ajnabi sa lagta hai
koi aansu chala aaye
khuskhha khuskhha rehti hain aankhen
naya dard do koyi to ro lein
dil mein aise theher gaye hain gham
jaise jangal mein shaam ke saaye
jaise jangal mein shaam ke saaye
jaate jaate seham ke ruk jaaye
mud ke udaas raahon pe
kaise bujhte hue ujaalon pe
door tak dhool dhool udd'ti hai