Gham Khushiyan (feat. Neha Kakkar)

Rana Sotal / Rohanpreet Singh

jab aankhon ko band karun main
tu hi rubaru aaye kya karun main
zikr lab pe tera tu duaon mein
intezaar tujhe baahon mein bharun main

kya hota hai humein mat puchho
hum paagal kyun ho jaate hain

mere gham khushiyan ban jaate hai
mere gham khushiyan ban jaate hai
jab tum milne mujhe aate ho
mere gham khushiyan ban jaate hai

mere gham khushiyan ban jaate hai
mere gham khushiyan ban jaate hai

tujhe itna chahein kitna chahein
chahat ki hadd paar karein
heer ranjha laila majhnu jaise
hum bhi pyar karein

hey tujhe itna chahein kitna chahein
chahat ki hadd paar karein
heer ranjha laila majhnu jaise
haan jaise hum bhi pyar karein

jab dekhte ho tum mujhe pyar se
deewaane se ho jaate hain

mere gham khushiyan ban jaate hai
mere gham khushiyan ban jaate hai
jab tum milne mujhe aate ho
saavan jaise din aate hai

mere gham khushiyan ban jaate hai
mere gham khushiyan ban jaate hai
jab tum milne mujhe aate ho
mere gham khushiyan ban jaate hai

Curiosità sulla canzone Gham Khushiyan (feat. Neha Kakkar) di Arijit Singh

Chi ha composto la canzone “Gham Khushiyan (feat. Neha Kakkar)” di di Arijit Singh?
La canzone “Gham Khushiyan (feat. Neha Kakkar)” di di Arijit Singh è stata composta da Rana Sotal e Rohanpreet Singh.

Canzoni più popolari di Arijit Singh

Altri artisti di Film score